FAJR ki AZAAN sab se pehle Indonesia se shuru hoti hai aur - TopicsExpress



          

FAJR ki AZAAN sab se pehle Indonesia se shuru hoti hai aur phir Sumatra Malaysia Dhaka Sri Lanka India Pakistan Afghanistan Musqat Saudia Kuwait Dubai Yemen Iraq Iran Istanbul Tarabils Libya America tak Continue 9 hrs Fajr ki AZAAN hoti hui waapas Indonesia pahunchti hai, jahan Zohar ki AZAAN ka waqt ho jata hai Isi tarah 5 waqt ki AZAAN se poori Zameen pr 1 bhi second aisa nhi jab AZAAN ki Awaaz na aati ho ! _Plz 4wrd ds Beautiful Knowledge Agar "Insan" 24 Ghanty me 8 Ghanty Sota he to Matlab 1 din Me 1/3 time Sota hay. Agar Insan 60 Saal Zinda rehta he To wo 20 Saal sota he. Agar hum Sone se pehle "Wazu" kar len or Sone ki "DUA" Padh kar soyen to Hamara sona bhi "ibadat" main likha Jayega. Matlab hume 60 saal ki zindagi mai 20 Saal Ki "ibadat" ka "Sawab" bhi mil Sakta he. Aur agar ap ye baat Kisi dosre ko Bata denge to us ke aamal se bhi apko "ajar" milega Ho ske to doston ko bhi bta de.
Posted on: Mon, 15 Jul 2013 23:14:08 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015