Golden Words By Hazrat Ali 1. Dost ko Daulat ki Nigah se mat - TopicsExpress



          

Golden Words By Hazrat Ali 1. Dost ko Daulat ki Nigah se mat dekho, wafa karne wale dost aksar ghareeb hua karte hain. 2. Agar Zindagi Ko Hamesha Khushiyon Ke Saath Guzaarna Chahtey Ho To Gamzada (ghamgeen ) Logon Ke Gham Suna Karo... “Kabhi Dukhi Nahi Raho ge" Hazrat Ali 3. Jis Din Tumhara Accha aur Sachcha Dost Tumhe Chhod kar chala jaye, samjhna Tumhari Aadhi zindagi khatam Hui. Hazrat Ali 4. Jo Tumhari"QADAR"N ahi Karta Tum Uski Aur Bhi Ziyada QADAR Karo kiun ke ZINADGi Ke Kisi Mor Par Usey Tumhari"QADAR"K a AHSAAS Zaroor Hoga. Hazrat Ali 5. Agar Tum Kisi Ko Dhoka Dene Me Kameyab Ho Jao To Ye Mat Samjho Ki"Wo Kitna Bewakoof Hai"Balkay Ye Socho Ke"Usey Tum Pe Aitbar Kitna Tha"
Posted on: Mon, 07 Oct 2013 03:18:53 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015