*** Hadith E Ramadhaan / Ramadhaan ki Hadeese*** Hadees No - TopicsExpress



          

*** Hadith E Ramadhaan / Ramadhaan ki Hadeese*** Hadees No 1. Allahs Messenger (sallallahu alaihi wa sallam) said, When the month of Ramadan starts, the gates of the heaven are opened and the gates of Hell are closed and the devils are chained. ------------------------------------------------------------------------------------------ Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya jab ramadan ka mahina ata hai to asmaan ke tamaam darwaze khol diye jate hai , jahannum ke darwaze band kar diye jate aur shayateen ko zanziro se jakad diya jata hai. Sahih Bukhari Vol. 3, Book 31, Hadith 123 -------------------------------------------------------------------------------------- Hadees No 2 The Prophet (sallallahu alaihi wa sallam) said, If somebody eats or drinks forgetfully then he should complete his fast, for what he has eaten or drunk, has been given to him by Allah. ----------------------------------------------------------------------------------- Rasoolullah (sallallahu alaihi wa sallam) ne farmaya jab koi bhool gaya aur kuch khaa pi liya toh isse chahiye apna roza pura kare kyu ki is ko Allah ne khilaya aur pilaya hai. Sahih Bukhari Vol. 3, Book 31, Hadith 154 ------------------------------------------------------------------------------------------------- Hadees No 3 Salman ibn Amir se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh rozedaar ho to usey chahiye ki wo khajur se iftaar karey aur agar khajur na mil paye to pani se iftaar karey kyunki paani paak karney wala hai ---------------------------------------------------------- ------------------------------------ Narrated Salman ibn Amir Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu alaihi wasallam said: When one of you is fasting, he should break his fast with dates; but if he cannot get any, then (he should break his fast) with water, for water is purifying. Sunan Abu Dawud, Book 13, Number 2348:
Posted on: Thu, 26 Jun 2014 10:58:28 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015