Hazrat ALI (RadiAllah Anhu) ki kuch sunharibatein,. 1.Apne - TopicsExpress



          

Hazrat ALI (RadiAllah Anhu) ki kuch sunharibatein,. 1.Apne Dushman Ko 1000 DafaMoqa Do Ki Wo Tumhara Dost Ban Jaaye,Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do Ki Wo Tumhara Dushman Bane... Bura Dost Koyle Ki Tarah Hota HaiAgr Jalta Hoga To Apko Jala DegaOr Agr Bujha Hoga Tuo Aap Ke Hath Kale Kar Dega.. 3.Ager kisi ka zaraf (character ) azmanaho to,usko zyada izzat do,agar Wo aala zaraf (acha) hua to aap ko or izzat dega or kam zaraf hua to khudko AALA ZARAF sumjhey ga... 4.Tumhare 3 Dost Hain 1.Tumhara Dost 2. Tumhara Dost ka Dost 3. Tumhara Dushman KaDushman. Tumhare 3 Dushman Hain 1.Tumhara Dushman 2.Tumhara Dushman KaDost 3.Tumhara Dost KaDushman.. 5.Ghareeb Woh Hai Jiska Koyi Dost Naho,aurSabse Bada Gunah Woh HaiJo Karne Walay Ki Naazar Mein Chhota ho... 6.Insaan Bhi Kitna Ajeeb Hai,Jab Kisi Cheez Se Darta Hai To Us Say Door Bhagta Hai.AurJab ALLAH Say Darta Hai To UsKe Aur Qareeb Ho Jata Hai... 7. 3 Insan 3 Cheezon SayMehroom Rahenge. 1.Ghusaay Waala Durust FaislaySay. 2.Jhoota Izzat Say3. Jald Baaz Kamyaabi Say. Allah pak ham sab par apna khaas fazlo karam farma aur piyare aaqa ki sunnato par amal paira hone ki taufeeq de,ham sabko nek amal karne ki taufeeq de,jisne ye msg likha,aur pada,aur dusro tak pahuchaya,Ya Allah uski har jaiz tamannao ko arzoo ko poora farmaye... -Waseem Barkati
Posted on: Sat, 03 May 2014 17:39:54 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015