: Hazrat Abu Darda (Razi Allahu Ta’ala Anhu) Se Riwayat Hain - TopicsExpress



          

: Hazrat Abu Darda (Razi Allahu Ta’ala Anhu) Se Riwayat Hain Ki, HUZOOR (Sallallahu Alaihay Wasallam) Se Pucha Gaya Ki, “Uss Ilm Ki Hadh Kya Hai Ki, Jise Aadmi Haasil Karlen To Fakih Yani Deen Ka Aalim Hojaye?” To HUZOOR (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki, “Jo Shaks Meri Ummat Tak Pahuchane Ke liye Meri 40 Hadeesen Yaad Karega To ALLAH TAALA Use Qayamat Ke Roz Deen Ke Aalim Ki Haisiyat Se Uthayega Aur Qayamat Ke Din Main Uski Shafa-at Karuga Aur Uske Haq Me Gawaah Rahuga!”. - (Mishkaat-Shari f) » Hadees : Hazrate Abu Hurairah (Radiyallahu T’aala Anhu) Se Riwayat Hai Ke RASOOL-E-KAREEM (Sallallahu Ta’ala Alaihi Wasallam) Ne Farmaya, “Har Cheez Ke Liye Zakaat Hai Aur Badan Ki Zakaat Roza Hai, Aur Roza Aadha Sabr Hai”. -: (Ibne Majah) .
Posted on: Wed, 07 Aug 2013 06:33:06 +0000

Trending Topics



ass="stbody" style="min-height:30px;">
On October 4, 1535, the first completed English language Bible,

Recently Viewed Topics




© 2015