Heart touching song lyrics Apne karam ki kar adaayein.. Yaara - TopicsExpress



          

Heart touching song lyrics Apne karam ki kar adaayein.. Yaara Yaara Yaara.. Yaara.. Mujhko hi raah dede Kasme de wade de Meri duaaon ke Isharon ko sahare de Dil ko thikaanein de Naye bahaanein de Khawabon ki barishon ko Mausam ke paimane de Apne karam ki kar adaayein Kar de idher bhi tu nigaahein Sun raha hai na tu Ro raha hu main (Repeat 3 times) Manzile.. ruswaa hain.. Khoya hai raasta.. Aaye le jaaye Itni si iltaja.. Yeh meri zamanat hai.. Tu meri amaanat hai.. Haan.. Apne karam ki kar adaayein.. Kar de idher bhi tu nigahein.. Sunn raha hai na tu Ro raha hu main Sunn raha hai na tu Ro raha hu main Waqt bhi thahra hai Kaise kyun ye hua Kaash tu.. aise aaye Jaise koi dua.. Tu junoon ki rahat hai.. Tu meri ibaadat hai.. Apne karam ki kar adaayein.. Kar de idher bhi tu nigaahein Sun raha hai na tu Ro raha hu main @ Movie:Aashiqui2:-*
Posted on: Thu, 24 Oct 2013 12:56:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015