Jaade k din the aur january ka mahinaa , bhayankar thand pad rhi - TopicsExpress



          

Jaade k din the aur january ka mahinaa , bhayankar thand pad rhi thi .mai sahyad 5th class (Year2000 ) me ganv ki primary padhshalaa me padhta tha. Ek din school se sham ko ghar laut rha tha ki dekha ki ganv ki ek kutiya ne raamu uncle ke puaal ke der me 5 Bachhe (puppy) diye hai. Maine Pass se dekha Are!! abhi to enki aankhe bhi nhi khuli hai. khair, kutiya us samay waha nhi thi .baap re!! etni dhand me aur ganv ke bahar , are , ye to mar jayenge , chalo enhe bachane ka koi plan banayaa jaye .
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 02:03:32 +0000

Trending Topics




© 2015