Jihad Fatwa Hai Sheikh Ka Ye Zamana Qalam Ka Hai Dunya Mein Ab - TopicsExpress



          

Jihad Fatwa Hai Sheikh Ka Ye Zamana Qalam Ka Hai Dunya Mein Ab Rahi Nahin Talwar Kargar This is an age, our canonist’s new dictum assures us, of the pen: In our world now the sword has no more virtue.— Lekin Janab-e-Sheikh Ko Maloom Kya Nahin? Masjid Mein Ab Ye Waaz Hai Besood-o-Be-Asar Has it not reached our pious oracle’s ear, That in the Mosque such sermonizing nowadays has grown rhymeless and reasonless? Taeg-o-Tufnag Dast-e-Musalman Mein Hai Kahan Ho Bhi, To Dil Hain Mout Ki Lazzat Se Be-Khabar Where, in a Muslim’s hand, Will he find dagger or rifle? And if there were, Our hearts have lost all memory of delight Kafir Kimout Se Bhi Larazta Ho Jis Ka Dil Kehta Hai Kon Usse Ke Musalman Ki Mout Mer In death. to one whose nerves falter at even an infidel cut down, Who would exclaim ‘Die like a Muslim!’ Taleem Uss Ko Chahye Tark-e-Jahad Ki Dunya Ko Jis Ke Panja-e-Khoonain Se Ho Khatar Preach relinquishment of such crusades to him Whose bloody fist menaces earth! Batil Ke Faal-o-Far Ki Hafazat Ke Waste Yourap Zira Mein Doob Gya Dosh Ta Kamar Europe, swathed cap‐a‐pie in mail, Mounts guard over her glittering reign of falsehood; Hum Poochte Hain Sheikh-e-Kalisa Nawaz Se Mashriq Mein Jang Shar Hai To Maghrib Mein Bhi Hai Shar We enquire of our divine, So tender of Christendom: If for the East war is unhallowed, Is not war unhallowed for Western arms? Haq Se Agar Gharz Hai To Zaiba Hai Kya Ye Baat Islam Ka Muhasiba, Yourap Se Darguzar! And if your goal be truth, Is this the right road— Europe’s faults all glossed, and all Islam’s held to so strict an audit?
Posted on: Thu, 05 Sep 2013 15:46:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015