♥::Kaaba sharif ki Ababilon ke lashkar ke jariye Hifazat karney - TopicsExpress



          

♥::Kaaba sharif ki Ababilon ke lashkar ke jariye Hifazat karney wala kaun tha: ALLAH ♥::Jab Ibrahim Alaihi Salam ko Aag mein Dala gaya to unki Madad karney wala kaun tha : ALLAH ♥::Jab Yunus Alaihi Salam Machli ke pet mein they to unki pukar sunney wala kaun tha : ALLAH ♥::Yusuf Alalihi Salam ko andherey kuwe mein rizq aur zindagi ata karney wala kaun tha : ALLAH ♥::Nooh Alaihi Salam ki kishti ko Toofan se Nikalney wala kaun tha : ALLAH ♥::Musa Alaihi Salam ko Firaun se bachaney wala kaun tha: ALLAH ♥::Isa Alaihi Salam ko Zalimo se bachakar Aasman par uthaney wala kaun tha :ALLAH ♥::Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ki jung-e-Badr mein Farishton ke jariye Nusrat karney wala kaun tha: ALLAH Allah Subahanhu ne Quran mein faramaya: ♥::Aur Allah tumhara Madadgaar hai to tum par koi Ghalib Nahi Aa Sakta aur agar wo tumhey chor de to phir kaun hai ki tumhari Madad karey ? Aur Momeeno ko chahiye ki Allah hi par bharosa rakhey AL Quran Surah Aal-e-Imaran , Verse 160 ♥::Allah hamarey liye kaafi hai aur wo sabse behtar kaam bananey wala hai ( Al Quran: 3:173) ♥::Eh Imaan walo Sabar aur namaz se madad liya karo Beshaq Allah Sabr karney walon ke saath hai (Al Quran 2:153) --------------- --------------- --------------- --------------- English Translation: ♥::Who sent ababil birds to defeat an army on elephants to protect Kaba: ALLAH ♥::Who Saved the Prophet Abraham alaihi salam from the fire of Namrood : ALLAH ♥::Who Helped the Prophet Yunus Alaihi Salam while he was inside the Fish: ALLAH ♥::Who saved the Prophet Yusuf Alaihi Salam in Dark well: ALLAH ♥::Who saved the Prophet Noah’s Alaihi Salam in heavy rain and cyclon : ALLAH ♥::Who Saved the Prophet Moses Alaihi Salam from the Firoun: ALLAH ♥::Who Saved the Prophet Isa Alaihi Salam by raising him to the sky: ALLAH ♥::Who Protected the Prophet Peace be upon him in the Battle of Badr through angels: ALLAH ♥::Allah Subhanahu Says in Quran: If Allah helps you, none can overcome you; and if He forsakes you, who is there after Him that can help you? And in Allah (Alone) let believers put their trust. Al Quran , Aal-e-Imran, Chapter 3, Verse 160 ♥::Allah is sufficient for us and He is the Best Guardian ( Al Quran: 3:173) ♥::O you who believe! Seek help in patience and As-Salat (the prayer). Truly! Allah is with As-Sabirun (the patient). ( Al Quran 2:153) #IMTIYAZ
Posted on: Wed, 20 Nov 2013 21:31:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015