Kaash woh mod na liya hota to accha hota kaash mein mud hi gaya - TopicsExpress



          

Kaash woh mod na liya hota to accha hota kaash mein mud hi gaya hota to accha hota... mere baag ki titliyan bebaak safed si reh gayi bikhre hue rangon ko samet liya hota to acchaa hota Eaason ko kabhi lafaz, lafzon ko kabhi syahi na mili kisi ped par god kar hi likh liya hota to accha hota sham dhal gayi mere parinde laute hi nahi in mayus tanha pinjro ko ab jawaab kya doo kaash in parindo ko udne hi na diya hota to accha hota tum reth si mutthi se fisal kar yu chali gayi zindagi tujhe sanzho kar rakh liya hota to acchaa... For a new Frnd....who never responded to me
Posted on: Fri, 04 Oct 2013 04:40:26 +0000

Trending Topics




© 2015