Kahan gya amitabh bachan Jo uttar bharat ka samarthan karta - TopicsExpress



          

Kahan gya amitabh bachan Jo uttar bharat ka samarthan karta h.... Kahan gaya Salman khan Jo being human ko promote karta h... Kahan gaya sharukh khan jisne my name is khan jaisi movie banake apni kaum k aansun bataye or mai roya.. Aaj mere uttarakhand pe aaj kudrat ka keher aa gaya to kahan gaye ye hastiyan...lagta h inhe paise nahi mile...salon ko jindagi jeeni aati h...jindagi se pyar karna nahi aata...Taras aata h in logon pe paise kama to liye par insaan nahi ban paye...
Posted on: Sat, 22 Jun 2013 09:05:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015