Khate hai tere dar ka, peetai hai tere dar ka Khate hai tere dar - TopicsExpress



          

Khate hai tere dar ka, peetai hai tere dar ka Khate hai tere dar ka, peetai hai tere dar ka Paani hai tera paani, daana hai tera daana Chorus Tu Shamme Risaalat hai, aalam tera parwana, parwana Tu mahe nabuuwat hai, ay Jalwa-e-jaanana Sar shah hame karde, ek jaamai labaa lab se Sar shah hame karde, ek jaamai labaa lab se Ta hashr rahe saaqi, aabad ye maikhana Chorus Dil apna chamak utthe, Iman ki tal at se Dil apna chamak utthe, Iman ki tal at se Kar aanken bhi Noorani, Noorani Ay Jalwa e jaanana Chorus Har phul mai bu teri, har shamma mai zau teri aaqa Har phul mai bu teri, har shamma mai zau teri Bulbul hai tera bulbul, parwana hai parwana Chorus Tum aayi chati bazi, ronak huwi phir tazi Tum aayi chati bazi, ronak huwi phir tazi Kaaba huwa phir kaaba, Kardala ta but khana Chorus Is dar ki huzuri hi, isiaa ki dawa tehri Is dar ki huzuri hi, isiaa ki dawa tehri Hai zehr ma’asi ka, Taiba hi shifa khana Chorus Ghir par ke yahan pohchan, mar mar ke isai paaya Ghir par ke yahan pohchan, mar mar ke isai paaya Chhutai na illahi abh, sange dare jaanana Chorus Sange dare jaana par, karta hu jabi saai Sange dare jaana par, karta hu jabi saai Sajda na samaj najdi, oh najdi Sar de ta hu nazrana Chorus Sarkar ke jalwon se, roshan hai dille noori Sarkar ke jalwon se, roshan hai dille noori Taa hashr rahe roshan, roshan noori ka yai kaashana
Posted on: Thu, 29 Aug 2013 05:42:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015