Kisi ke ghar mein bina ejazat jhaankna bhi mana hai English - TopicsExpress



          

Kisi ke ghar mein bina ejazat jhaankna bhi mana hai English Translation :- Al Quran : O you who believe! Enter not houses other than your own, until you have asked permission and greeted those in them; that is better for you, in order that you may remember.(Al Quran Surah An-Noor (24) , verse 27) Hadith: Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : That he heard prophet Peace be upon him said If someone is peeping (looking secretly) into your house without your permission, and you throw a stone at him and destroy his eyes, there will be no blame on you. Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 26 ------------------------------------------------Urdu Translation : -Al Quran : Eh Imaan walo apney gharon ke siwa aur kisi ke gharon mein na jaya karo jab tak ki Ejazat na le lo aur Ghar walo ko salam na kar lo ye tumharey liye behtar hai taki tum naseehat hasil karo.(Al Quran Surah An-Noor (24),verse 27) Hadith: Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Agar koi shaksh tere ghar mein tumse ejazat liye bagair jhaank raha ho aur tum usey kankari (paththar) maro jis sey uski aankh phoot jaye to tum par koi saza nahi hai.( Sahih Bukhari, Vol8, 6888)
Posted on: Sat, 15 Mar 2014 08:18:53 +0000

Trending Topics




© 2015