Kisi or se koi wasta, na sawal tha na malaal tha Mujhy ab b us ka - TopicsExpress



          

Kisi or se koi wasta, na sawal tha na malaal tha Mujhy ab b us ka khiyal hai, mujhy kal b us ka khiyal tha Wohi jis k chehray ki roshni, mera rang thi mera roop thi Wohi shakhs tha meri aarzu, wohi mera husn-o-jamaal tha Wohi chandni wohi chand tha, Us ki yaad thi mere rubru,mera rabta b bahaal tha Jo zuban-e-khalq pe aam thein wo us ki r meri kahaniyan,, Mujhy aaj tak na khabar hoi wo urooj tha k zawal tha...
Posted on: Tue, 27 Aug 2013 08:53:10 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015