“Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe “MOHSIN” Is Liye - TopicsExpress



          

“Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe “MOHSIN” Is Liye Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya”… “Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane Ke Har Andaz “QATEEL” Is Liye Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya”… “Rakhta To Tha Wo Mera Bohat Hi Khayal “WASI” Is Liye Jab Chaha Khafa Kiya Jab Chaha Mana Liya”… “Lagta To Tha Us Ko Hai Mujh Say Bohat Hi Pyar “SAAQI” Is Liye Jab Chaha Apna Bana Liya Jab Chaha Damaan Chura Liya” #angel
Posted on: Wed, 18 Sep 2013 10:30:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015