LYRIC WITH TRANSLATION ::Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa - TopicsExpress



          

LYRIC WITH TRANSLATION ::Kabhi Ae Haqiqat-e-Muntazir! Nazar Aa Libas-e-Majaz Mein Ke Hazaron Sajde Tadap Rahe Hain Meri Jabeen-e-Niaz Mein For once, O awaited Reality, reveal Yourself in material form, For a thousand prostrations are longing eagerly in my submissive forehead. Tarb Ashnaye Kharosh Ho, Tu Nawa Hai Mehram-e-Gosh Ho Woh Surood Kya Ke Chupa Huwa Ho Sakoot-e-Parda-e-Saaz Mein Know the pleasure of tumult: thou art a tune consort with the ear! What is that melody worth, which hides itself in the silent chords of the harp. Tu Bacha Bacha Ke Na Rakh Isse, Tera Aaeena Hai Woh Aaeena Ke Shikast Ho To Aziz Tar Hai Nigah-e-Aaeena Saaz Mein Do not try to protect them, your mirror is that mirror (referring to eye) Which would be dearer in the Makers eye if they got broken (to cry) Dam-e-Tof Karmak-e-Shama Ne Ye Kaha Ke Woh Asar-e-Kuhan Na Teri Hikayat-e-Souz Mein, Na Meri Hadees-e-Gudaz Mein During Circumambulation the moth exclaimed, Those past effects Neither in your story of pathos, nor in my tale of love are Na Kaheen Jahan Mein Aman Mili, Jo Aman Mili To Kahan Mili Mere Jurm-e-Khana Kharab Ko Tere Afuw-e-Banda Nawaz Mein My dark misdeeds found no refuge in the wide world - The only refuge they found was in Your Gracious Forgiveness Na Woh Ishq Mein Raheen Garmiyaan, Na Woh Husn Mein Raheen Shaukiyan Na Woh Ghaznavi Mein Tarap Rahi, Na Kham Hai Zulf-e-Ayaz Mein Neither love has that warmth, nor beauty has that humour Neither that restlessness in Ghaznavi nor those curls in the hair locks of Ayaz are, Jo Mein Sar Basajda Huwa Kabhi To Zameen Se Ane Lagi Sada Tera Dil To Hai Sanam Ashna, Tujhe Kya Mile Ga Namaz Mein Even as I laid down my head in prostration a cry arose from the ground: Your heart has become Materialistic, what reward will you get from the Prayers.
Posted on: Sat, 15 Nov 2014 17:53:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015