Labon pay harf na hi koi sawal rakhta thaKabhi main zabt main itna - TopicsExpress



          

Labon pay harf na hi koi sawal rakhta thaKabhi main zabt main itna kamal rakhta thaKhaber kahan thi mujhy wo bhool jaye gaAik aik cheez jo meri sambhal rakhta thaBichartay waqt bazahir to kuch na bola thaMager nigah main so so sawal rakhta thaWoh muskura kay bohat dair chup sa rahaHansi ki aar main jaise malal rakhta thaSuna hai ab log usay bohat satatay hainJis aik shakhs ka main bohat khayal rakhta tha
Posted on: Wed, 21 Aug 2013 03:12:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015