Lady 1: Tumhara Beta aur Beti ki shaadi hui hai..Bahu aur Damaad - TopicsExpress



          

Lady 1: Tumhara Beta aur Beti ki shaadi hui hai..Bahu aur Damaad kaise hain? Lady 2: Meri bahu..!? Hmmm. Kya batau wah maharani to bahut buri hai. Roj late uthti hai. Mera beta uske liye tea banata hai. Ghar ka koi bhi kaam nahi karti. Aur jab dekho mere bete se hotel me khana khane ke liye kehti hai maharani...! Hunnnn. Lady 2: Aur tumhara Damaad? Lady 1 : Mera damaad to farishta hai farishta. Roj subah meri beti ko tea bana ke pilata hai. Beti to aaram se uthti hai. Beti se ghar ka koi kaam karne nahi deta. Jyadatar hotel me hi khana khane le jata hai. Ishwar ko prarthana karti hun ki aisa damaad sabko mile...!
Posted on: Thu, 24 Oct 2013 01:27:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015