Lovable song for lovers. . .... Ek baar dekh to - TopicsExpress



          

Lovable song for lovers. . .... Ek baar dekh to zara teri raahon mein main yahan aakhon se aakhon ko mila beet na jaaye ye sama Khali dil hai, kaali raatein ab yaadein hain teri baatein ab yaadein hain teri baatein Ek baar dekh to zara teri raahon mein main yahan. Kya ye pyaar hai ya koi saza kaisa mausam hai baras raha sab kuch hote bhi kuch na raha itne paas hai fir bhi judaa. Khali dil hai, kaali raatein tanha hai meri baahein tanha hai meri baahein Ek baar dekh to zara teri raahon mein main yahan- 3 times
Posted on: Fri, 10 Oct 2014 06:32:33 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015