MOHARRAM ME HONE WALE GALAT RASMO RIWAZ . [Maslah] TAAZIYA - TopicsExpress



          

MOHARRAM ME HONE WALE GALAT RASMO RIWAZ . [Maslah] TAAZIYA Mamnua hai sharah mE Iski kuch Asl NAHI aur jo BIDAT UnkE saath kijati hai sakht HARAAM hai [Fatawa-RAZVIYA V-24 p:490 . [ZARURI-Maslah] TAZIYA Banana, dEKHNA Jaiz NAHI aur Iski tazeem aur Isse AQEEDAT rakhna saqt HARAAM hai [Fatawa-RAZVIYA Vol-24 p:489 . TAAZIYE mE kisi qism ki Imdaad JAIZ NAHI- [Al-QURAN]- Gunaah aur ziYadati kE Muamulat mE Aik-dUSRE ki MADAD NA karo (surah:Maeedah a.2) . DHOL-taashe Bajana, Gali-Gali GHUMNA, Uchalte koodte Maatam karna!!! Ye sab jaahiliYat aur RAAFZIYO (shiYo) ki rasmein hain- Inse Bachein . TAAZIYA kYa hai- shiYo kE Juloos mE MAQBRA Ya qabr Banate aur saath hEE dHol-taashe Bajate hain IseY TAAZIYA kaha jata hai (sakht-HARAAM) . [Maslah]- Musalmano kO chahiYe kE AshrahE MUHARRAM mE 3 rango kO pahannese Bache! siYaah, sabz aur surkh - [Fatawa-E-RAZA VIYA; V-24 p:496] . AYYAM-E-MUHARR AM Yani 1se 12 MUHARRAM tak kaala rang NA pahna jaYe! Ye RAFZIYO (shiYo) ka TAREEQA hai - [SUNNIBahisht i-ZEWAR; V-5 p:578] . MUHARRAM mE NIKAH karna kaisa? MaahE Muharram mE NIKAH karna Jaaiz hai, NIKAH kisi MAHINE mE Mana NAHI - [Fatawa-E-RAZA WIYYA; V-11 p:265] . imam Husain Ki Yaad Shariat Ke Dayre Me Manayen. Unki Azeem Qurabni Ko Khel Kood Ka Zarya Na Banayen. Balki Esale Sawab Ka Ehtemam Karen Taziya Banana Usy Tazim Se Uthana Gali Kuchon Me Ghumana Ussy Minnate Mangna Aur Us Par Chadhawe Chadhana Najaiz-O-Haram Hai. Issy Bachiye AALAHAZRAT Ka Risala Taziyadri Padhiye. Jisme Aap Ne Moharram Ki Bidaton Ka Radd Kiya Hai. Taziya Daari Ki Shariat Me Koi Asal Nahi . [Maslah]- TAAZIYE, gasht, charavah, dHol-taashe, MARSIYE wagairah Ye sab sakht HARAAM hai [Fatawa-RAZVIYA V-24 p:498] . ALLAH HAMEN IN TAMAAM GALAT KAAMO SE MAHFUZ FARMAYE AAMEEN Add=>
Posted on: Wed, 06 Nov 2013 18:55:21 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015