Mah Words For Mah Life.. jindagi ko jitna samajna chahta hoon - TopicsExpress



          

Mah Words For Mah Life.. jindagi ko jitna samajna chahta hoon mein, jindagi mujhe utna hi uljha deti hai. jindagi se jitna bhagta hoon mein, jindagi mere utne hi pas aa jati hai. jindagi ko jitna hi bhulana chahta hoon mein, jindagi mujhe utna hi rula jati hai. jindagiko jitna hi jeena chahta hoon mein, jindgi mujhe ute hi berahmi se mar jati hai. har wo cheez jo mein pana chahta hoon, jindagi mujse cheen le jati hai. jindagi mein jab bhi mein buri tarah jeetna chahta hoon chahta hoon, jindagi mujhe utni hi safai se hara jati hai. jab kabhi mein dil khol ke rona chahta hoon, ye kambhakht jindagi aansoo tak bahane nahi deti hai. jindagi mein jitna bhi marna chahta hoon mein, jindagi mujhe utna hi jeena sikha jati hai...............
Posted on: Fri, 09 Aug 2013 14:46:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015