Mahapursho ne hamesha imandari se jindgi jine ko kaha hai imandari - TopicsExpress



          

Mahapursho ne hamesha imandari se jindgi jine ko kaha hai imandari me barkat hoti hai mushikle tangi bhi hoti hai par iska parinam hamesha accha hi hota hai duniya me bhi apni nazro me aur bhagwan ki najar me bhi hum pak rahte hai. Baimani ki kamai acchi lagti hai asan lagta hai. Par future me iska parinam bhogna padta hai kai bhayankar dukho rup me. Par phir bhi hamare desh me itna brashtchaar kyon hai sab dusro par ugli uthate hai par khud kyon baimani karte hai. Kya hum Rab ki maar se dar nahi lagta ya Rab ko hi nahi mante ya baimani ke parinam se nahi darte agar baki baiman hai to kya hume bhi baimaan ban jana chahiye. Plz share your views
Posted on: Sun, 21 Jul 2013 14:44:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015