Manzilein bhi teri thi. Aur rasta bhi tera tha Ek tera pyaar paa - TopicsExpress



          

Manzilein bhi teri thi. Aur rasta bhi tera tha Ek tera pyaar paa lu, _____ _____ Bas yahi sapna mera tha... Mere sath rehne ki kasam bhi teri thi... Fir akela chod jane ka khayal bhi tera tha... _____ ______ Haatho me hath lekar Mujhe hasaane ki soch bhi teri thi... meri aankhon me aansu dene ka ______ ______ Silsila bhi tera tha.... Mein kyu yaha tanha reh gya? Mera dil sawaal karta hai... Kismat to teri thi... Par kya khuda bhi tera tha? _____ ______ Khuda bola: Use yaar bnane ki galti bhi teri thi... Us par yakeen karne ka khayal bhi tera tha... Use kyu gham hoga tere jane ka? Sacha pyaar uska nhi.. Sacha pyaar to sirf tera tha...
Posted on: Sun, 18 Aug 2013 11:14:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015