Milenge milate rahenge, Dosti ki yad dilate rahenge, Taj mahal to - TopicsExpress



          

Milenge milate rahenge, Dosti ki yad dilate rahenge, Taj mahal to mahanga padega, Mumtaj banate rahenge. ` Sath chalne ke liye sathi chahiye, Aansu rokne ke liye muskan chahiye, Zinda rehne ke liye zindagi chahiye, Aur zindagi jine ke liye aap chahiya. ` Dil do to kisi ek ko, Aur do to kisi nake ko, Jo samjhe pyaar k matlab ko, Jab tak na mile koi… To try karte raho har ek ko. ` Chand par kali ghata chati to hogi, Sitaro ko muskurahat aati to hogi, Tum lakh chipawo duniya se magar, Akele mein tumhe hamari yaad aati toh hogi… ` Yaad unhe kiya jata hai Jo dil se kabhi bhulaye jate hai, Jo khud dil mein baas gaye ho Unhe bhala ham kya yaad kar sakte hai. ` Wafao mein itna asar ho jaye, Jinhe dhod ti hai nazar woh toh aaye, Ham aajayenge palak jhukne se pehle, Tumne yaad kiya hai ye khabar toh aaye. ` Chale gaye ho dur kuch pal ke liye, Dur rehkar bhi karib ho har pal ke liye, Kaise yaad na aaye aapki ek pal ke liye, Jab dil me ho aap harpal ke liye. ` Khud ko khud ki khabar na lagay, Koi achha bhi is qadar na lagay, Aap ko dekha hai bas us nazar se, Jis nazar se aap ko nazar na lagay. ` Khamoosh raat ke pehloo mein sitarae nahi hotay, In rukhi aankhon mein rangeen nazare nahi hotay, Hum bhi na kartae parwah, Agar aap itnae pyaare na hotay. ` Zubaan hai sirf ek zariya nahi, Jo aap shabdon ko samajh payeinge , Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya, Hazaroon alfaaz khud ba khud bekhar jayeinge.
Posted on: Thu, 25 Jul 2013 16:09:31 +0000

Trending Topics



are #manifesting #LIVE via #amazon
(=◕‿◕=) ADICCION RADIO(=◕‿◕=) // Vika Bizet &
117 † Remarquez, voici un autre point, à propos de cette
This is a real People.. Civil forfeiture in the United States,
Still suffering with a toothache but my booby is taking care of
GLOBAL WARMING The problem is that AGW deniers have contradictory
MEDITERRÂNEO: Marrocos, Tunísia, Grécia, Cruzeiros Ilhas
Se sempre que eu saio a SOCIEDADE me rouba o cellular,
nvesteşte în oameni ! FONDUL SOCIAL EUROPEAN Programul

Recently Viewed Topics




© 2015