Muslim..... aaj tak kisi bhi aurat ko masjid mein jane ki ijazat - TopicsExpress



          

Muslim..... aaj tak kisi bhi aurat ko masjid mein jane ki ijazat nhi mili. Budhist..... aurat ko dharm ki diksha dena dharm k khilaaf mana jata hai, Christian.......aurat kabhi pop nhi ban sakti. Hindu.....aurat kabhi bhi janeoo dharan nhi kar sakti. Sikhism....aurat amrit paan kar sakti hai,, guru granth sahib ka path kar sakti aur mard k brabar dharmik kaam kar sakti hai. yaha tak k aurat dastar pehan sakti hai mard ki trah. paanch kakkar dharan kar sakti hai Question- jis aurat ne Guruo , rishiyon, muniyon ,avtaro aur peeron ko janam diya use hi dharm se door kyon rakha jata hai...mard hi dharm k layak hai to mard ko paida karne wali kyon nhi ??? ' SO KYON MANDA AAKHIYEH JIT JAMMEH RAJAAN ll sewadar daasa da daas
Posted on: Thu, 29 Aug 2013 08:20:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015