SIX Beautiful Hadees.. == 1) ALLAH Ki Zaat Par Bharosa Karne - TopicsExpress



          

SIX Beautiful Hadees.. == 1) ALLAH Ki Zaat Par Bharosa Karne Wala Kabhi Na-Kaam Nahi Hota.. == 2) Kisi Ka Raaz Talash Matt Karo Agar Malum Ho Jaye To Fhelao Nahi.. == 3) Koi Bhi Musibat Padhne Par Maut Ki Tamanna Na Karo.. == 4) Insaan Ka Sab Se Bada Dushman Us Ke Bure Dost Hain.. == 5) Kisi Ko Khush Karna Neki Hai.. == 6) ALLAH Us Shakhs Ko Aabad Karta Hai Jo Hadis Sun Ke Dusron Tak Pohnchaye.!! Agr yeh dua agey fwd na kro to wapis mujhey send ker dena َ ..... Pyare nabi kareem( ﻞﺻ ِﻪﻴﻠﻋ ُﻪّﻠﻟﺍ ﻢّّﻞﺳﻭ )ne irshad farmaya ke: wo shaks jannati hai jo raat ko sone se pehle sab ko maaf kar ke soye . Aur aap ( ﻞﺻ ُﻪّﻠﻟﺍ ِﻪﻴﻠﻋ ﻢّّﻞﺳﻭ ) ne ye b farmaya k jis ne bhi meri is hadis ko suna aur dusron tak pahuchae qayamat k din uske lye meri shafaat wajib hogi.. BURAAI Ko Khud Mein Or ACHCHAI Ko Dusro Mein Talash Karo, Yahi Aap Ki Sab Se Badi ACHCHAI Hai.:Ghussay Se Bacho, Qki Woh PagalPan Se Shuru Hota Hai aur Pachhtawey Pe Khatm Hota Hai.:Tanhai Main Apni Soch Par aur Mehfil Main Apni Zuban Per Kabu Rakho.!!!:*ALLAH* ka zikr apne hath ki ungliyon me kiya Karo.Q k jab aap apni Qabr k andhere me rahoge to ye ungliyan roshni ka kaam karengi.:YAKEENor DUA nazar nahi aatay Magar Na mumkin ko Mumkin bana dety hein...!!!!!•• Insaan agar 60 saal jeeta h to 31-crore 53-lakh 6- hazaar minute jeeta h aur in mese allah sirf namaaz k liye 5-lakh 47- hazar 500 minit yaani ke 60 sal mese sirf 1 sal 1 mahina mangte h aur hum de b nahi sakte taajjub h. Dont missnamazPlz share kare ✔Jab bhi apno ke sath baitho toh Alhamdulillah kaho, Kyunki kuch log in lamhaat ko taraste hain. ✔Jab bhi apne kaam par jao toh Alhamdulillahkaho, Kyunki bohat se log berozgar hain. ✔Alhamdulillahkaho jab tum tandurust ho, Kyunki bemaar kisi bhi qeemat per sehat khareedne ki khwahish rakhte hain. ✔Alhamdulillahkaho ke tum zinda ho, Kyunki mare hue logo se pucho zindagi ki qeemat. Doston ki khushi ke liye toh bahot se message kiye jate hain, dekhte hai ALLAH Ke Shukarka yeh message kitne forward karte h
Posted on: Thu, 05 Dec 2013 07:24:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015