Sehri Me Logon Ko Jaganae K Lie Azaan Deni Chahye or Azaan-e-Fajr - TopicsExpress



          

Sehri Me Logon Ko Jaganae K Lie Azaan Deni Chahye or Azaan-e-Fajr Sun Kar Hi Sehri Band Karni Chahye. Ayesha Siddiqua RaziALLAHu Anha Farmati Hain k,"Bilal RaziALLAHu Anho (Sehri Me Logon Ko Jagane k Lie) Us Waqt Azaan De Dia Karte The Jab Kuch Raat Baqi Hoti Thi." Is Lie Nabi Alehi Salam Ne Farmaya k "Jab Tak AbdUllah Bin Umme Maktoom RaziALLAHu Anho Azaan Na Den Tum Khate Peete Raho,Q K Wo Fajr Tulu Hone Se Pehle Azaan Nahi Dete."(Bukhari:1918,1919)
Posted on: Wed, 10 Jul 2013 16:13:12 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015