Suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain.. so uske shahr main - TopicsExpress



          

Suna hai log usay aankh bhar k dekhte hain.. so uske shahr main kuch din thehar k dekhte hain.. suna hai din ko usy titlya satati hai.. suna hai rat ko jugno thehar k dekhte hain.. jo ruke to gardishe uska tawaf karti hain.. jo chale to zamane thehar k dekhte hain. suna hai uski baton se phool jharte hain.. so ham bhi bahar pe ilzam dhar k dekhte hain.. suna h rabt hai usay kharab halo se so ham bhi khud ko barbad kar k dekhte hain.. suna hai usay bhi hai shair o shairi se shagaf so ham bhi mojize apne hunar k dekhte hain.... nazar utha k dekh le to samjho din o eeeman gaye.. jo sada dil hai usay ban sanwar k dekhte hain.. suna hai uski siah chashmgi ghazab ki hai.. so surma farosh usay aah bhar k dekhte hain.. suna hai uske badan ki tarash a.c hai k phool apni kabain qatar k dekhte hain.. suna hai uske shabista se mutasil hai bihishat.. so maqeen udhar k bhi jalwe idhar k dekhte hain.. ab uske shahar main thehre k kooch kar jaye. FARAZ ao sitare safar k dekhte hain..................... (though late bt a very rewmarkable homage to my favourtetst poet and a inspiring character of pakistan s anti dictator snd anti development factors AHMED FARAZ)
Posted on: Sun, 25 Aug 2013 17:37:14 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015