............Tarki Rafayadain.................. Daleil No.1 Bara - TopicsExpress



          

............Tarki Rafayadain.................. Daleil No.1 Bara bin aazab r.a se rivayat hai ki Nabi s.a.w jab namaz shuru karte takbeir k wakt rafayadain karte us k baad nahi(Tahawi 1/154,abudavud1/109,musnaf ab razak2/17) Daleil no.2 Nabi s.a.w pehli takbeir k baad rafayadain na karte(darqutni 1/293,Ahmad 4/303) Bara bin azab r.a se rivayat hai ki Nabi s.a.w pehle takbeir par hath kaan ki lu tak uthata kar rafayadain karte, us k baad na karte(Mudatul kubra 1/69, musnif shiba1/236) Daleil no.4 Alkama rh se rivayat hai ki hazrat ibn masud ne farmaya ki kya mai .......................us ne pehli takbeir ki baad rafayadain na ki(tirmidi1/59,abudavud jild 1,nisayi 1/117,120,musnd ahmad 1/388,422, musnf shaibi 1/236,sunan kubra behqi2/78,sharah manyul asar1/154, jamiya musaid 1/355) Daleil no5 Imam zuhri r.a ne farmaya,ki ibn umar r.a ne farmaya ki Nabi s.a.w jb namaz shuru karte rafayadain karte, par raku k baad aap ne rafayadain nahi ki(sahi ibn awana2/90) Daleil no6 Hazrat ali r.a se rivayat hai ki nabi s.a.w shuru mai rafayadain karte us k bad na karte(daqutni 4/106) Daleil no.7 Abdulah ibn masud farmate hain ki mai abubkr r.a, aur umar r.a k sath namaz pad raha tha un sb ne rafayadain na ki magar pehle takbir par,muhadis ishaq farmate hain ki ham is par amal karte hain(Darqutni 1/295,behqi2/79) Daleil 8 Hazrat aswad r.a farmate hain ki maine umar r.a k sath namaz padhi, unhun ne namaz mai kisi jagah rafayadain na ki sirf aik jagah(Musanif ibn shaibi 1/237,manyul asar1/56) Daleil 9 Asim r.a apne walid se rivayat karte hain ki hazrat ali r.a namaz mai pehli takbeir rafyadain karte us k baad nahi(mota muhamad1/90,tahawi 1/154,shaibi 1/236) Daleil 10 Ibrahm nakhie ................................namaz ki shuru mai rafayadn fir nahi(manyul asar1/156, abdul razak 2/71) Dalel 11 Mujahid se rivayat hai ki.........................ibn umar r.a ne rafaydn na ki sivaay pehli takbir(shaibi 1/237,tahawi1/155, mariful asar va sunan2/428,Mota muhamad 1/90) Daleil 12 Shaibi r.h se marvi hai nabi s.a.w pehli takbir k baad rafayadn na karte(musnif shaibi 1/236) Daleil13 Ibn masud r.a se rivayat....................pehli tkbir k baad rafaydin na ki(abu yala 5039) Daleil 14 Jabir rh..........................pehli tkbir k baad rafayadain na ki(shabi 1/236 Daleil 15 Imam auzai aur imam abu hanifa k beich munazre mai imam auzai ko tarki rafayadn sabit karne k baad umam auzai sharminda ho kar chale gaye( tasnif da binori by shaikh binori, akadul jamud) Daleil no 16 Abuhanifa rh ne hamad rh se hamad rh se, hamad rh ne ibrahm nakhe rh se ibrahm rh ne alkama rh se alkama rh ne ibn masud r.a se abdulah ibn masud ne farmaya kya mai aisi namaz na dikhavu...................usne rafayaden na ki(kitabul asar chapter salah)
Posted on: Wed, 10 Jul 2013 06:58:23 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015