Today we are celebrating our 66th Independence - TopicsExpress



          

Today we are celebrating our 66th Independence day.............................. shayad ye kuch din hi ese h jisme hmare mn me desh bhakti ki bhawna aati h, bdi desh bhakti ke saath ham apne tirange ko samman dete h, pr kya tiranga ise apna samman samajhta h??????? ye sab dekh ke tiranga agar kuch kh pata to shayad ye khta__________________ Mujhe sammn dene ko sajaya teen rango me magar apman b tumne kiya bharpur dango me mange the aasha bhre mere samman ke aasu mili gujraat ki aahe wo akshardhaam ke aansu.... ye aansu ki ibadat ko meri aankho ne gaaya h kabhi roya me chupar kabhi mujhko rulaya h kabhi sulga hu bheetar to kabhi bahar jalaya h jalane waalo ki tasiir ko phchanta sab h.... juba se kuch na bole par tiranga jaanta sab h. ahinsa ki duhaai de tum hinsa par utar aae jinhe mene nakara tum wo saare kaam kr aaye na jaane kun se majhab ke raste se gujar aae kabutar nagro me chode tum unke par katar aae.... kisi ne bat kab mani h mandir or shivalye ki musibat kaun samjhe unke bhitar rhne waalo ki tumne aandhiyare booye h jarurat thi ujalo ki ujale pane ki khatir muthi me bandhta sab h jubase kuch............................................... yaha baarud banta h waha shisha pigalta h jo khidki khol ke dekho dhuan law me badalta h hakikat h ke dango me kya jalta h sulagta h yaha rakhi sulagti h waha.n sindoor jalta h.... ye jo lashon ke vyapari h wo vyapar kiska h kaam koi sambhale kintu kaaro bar kiska h haath koi b ho lekin dekho hathiyar kiska h marne mrne waalo dono ko hi maanta sab h.... jubase kuch................................................... me is dharti ki dhadkan hu me mastak hu himalye ka me maszid ki hu minare me gumbad hu shiwaalye ka ibadat hu me gaandhi ki shahido ki shadat hu mera bartaav mt badlo me aajadi ki aadat hu.. he sab mere mehu sabka ye man me thanta sb h.... jub se kuch na bole par tiranga jaanta sab h..... at last happy Independence day.............
Posted on: Thu, 15 Aug 2013 00:41:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015