Tu jo nahi hai tu kuch bhi nahi hai yeh mana k mehfil jawan hai - TopicsExpress



          

Tu jo nahi hai tu kuch bhi nahi hai yeh mana k mehfil jawan hai haseen hai . mujhy pir tabah kar mujhy pir rula ja sitam karnay walay kahi se tu aja . ankhon main teri hi surat basi hai teri hi tarah tera ghum bhi haseen hai tu jo nahi hai tu kuch bhi nahi hai ... samajh main na aiye yeh kiya majra hai tujhay pa k dil main yeh khali sa kiya hai kiun har waqt dil main koi be kali hai kion har waqt seenay main rehti kami hai tu jo nahi hai tu kuch bhi nahi hai ... ... jidher bhi yeh daikay ,jaha bhi yeh jain tujhay dhondhti hai yeh pagal nigahain main zinda hon laikin kaha zindagi hai meri zindagi tu kaha khoo gaye hai ... tu jo nahi hai tu kuch bhi nahi hai
Posted on: Sun, 08 Sep 2013 02:20:42 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015