Tum intazaar hamara karna sanam... bahut jald laut kar aayenge - TopicsExpress



          

Tum intazaar hamara karna sanam... bahut jald laut kar aayenge ham... ja rahe hai door kuch pal k liye... pass rakhenge hamesha tumhe ham... tum kabhi yaad meri kam na karna... nahi to toot jayenge sanam ham... tumhe poojte hai ham dil se... tumhe jaan maante hai apni ham... jaan ko karna hamse na tum juda... nahi to sanam mar jayenge ham... Tum intazaar hamara karna sanam... Bahut jald laut kar aayenge ham...
Posted on: Mon, 15 Jul 2013 15:56:58 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015