Ulama E Deoband Ki Woh Kaun Si Gustaakhiyaan Thi Jiski Wajah Se - TopicsExpress



          

Ulama E Deoband Ki Woh Kaun Si Gustaakhiyaan Thi Jiski Wajah Se Unpar 33 Ulama E Harmain Ne Kufr Ka Fatwa Diya Tha Jawab: Wo Kufriya Aqaaid Jiski Bina par In chaaron Ulama E Deoband Aur Inke Kufr Par Shak Karnewaalon par Kufr ka fatwa Diya gaya Tha Neeche Dekhein: 1) Rasheed Ahmad Gangohi Ne Apni Fatawa Rashidia Me Likha Ke ALLAH Taala Jhoot Bol SaktaHai (Fatawa Rashidia Part I Page 20.) (MAAZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.) 2) Ashraf Ali Thaanvi Ne ApniKitaab Hifzul Imaan Me likha Ke NABI-e-karim ka ilm aisa haijaise Bacchon paagalon aur jaanwaron ko Bhi Hota Hai. (Hifzul Imaan -Safa No. 8) (MAAZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.) 3) Qasim Nanotvi Ne Apni Kitaab Tehzeerun Naas me Likha Ke Agar MUHAMMAD Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Baad Bhi Agar Koi NABI Aa jaaye To Khatme Nabuwwat Par Koi Farq Nahi padega (Tehzeerun Naas Page 24) (MAAZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.) 4) Khalil Ahmad Ambhetvi Apnikitaab Baraaheen-e-Qaatia Me Likha Ke NABI sallallahu Alaihi Wasallam Se Zyada Ilm shaitaan Ko Hai (Baraheen-e-Qaatia, Page 51-52) (MAAZALLAAHI RABBIL AALAMEEN.) In Gustaakhiyon Ki Wajah Se Ulama E Harmain Ne 1903 Me Ye Fatwa Diya Tha ke Yeh chaaron Gustaakh Kaafir Hai Aur Inke Kufr Par shak Karnewaala Bhi Kaafir Hai. Fatwa Dene Wale Ulama E Harmain Ke Naam: FATWA BYULAMA OF MAKKAHE MUKARRAMA: 1. Fatwa from Ustaad-e-Harmain Saeed Shafeii. 2. SayedulUlama – Maulana Mufti Sheikh Ahmed Abdul Khair Mirdad. 3. Mufti Hanafia – Allama Sheikh Saleh Kamaal. 4. Mufti Sheikh Ali Bin Siddiq Kamaal. 5. Sheikhul Dalail – Mufti Muhammad Abdul Haq Mujahir Al-Babadi. 6. Mufti Sayed Ismail Khaleel – Librarian of Makkah. 7. Maulana Mufti Sheikh Umar Bin Abibakr Ba Junaid. 8. Allama Mufti Saeed Ablu Hussain Al-Mazruki. 9. Mufti Sheikh Abid bin Hussain Maaliki. 10. Mufti Ali bin Hussain Maaliki. 11. Mufti Muhammad Jamaal bin Muhammad Hussain. 12. Mufti Sheikh Asad bin Ahmad Dahan – Teacher in Haram Shareef, Makkah. 13. Mufti Shaikh Abdul Rehmaan Dahan. 14. Mufti Sheikh Muhammad Yusuf Afghani. 15. Mufti Sheikh Ahmed Maaliki Al Imdadi – Teacher at Haram and Madrassa Ahmadiya in Makkah and Khalifa of Haji Imdaadullah Muhaajir Makki. 16. Mufti Muhammad Yusuf Al-Khayaat. 17. Sheikh Muhammad Saleh bin Muhammad Ba- Fazi. 18. Sheikh Abdul Karim Naji Dagistani. 19. Sheikh Muhammad Saeed bin Muhammad Al-Yamani. 20. Mufti Sheikh Haamid Muhammad Al-Jadawi FATWA BYULAMA OF MADEENA MUNAWWARA: 1. Mufti Hanafia – Taajuddeen Ilyas. 2. Former Mufti of Madeena –Allama Osman bin Abdus Salaam Dagistani. 3. Sheikh-e-Maalikia – Mufti Sayed Ahmad of Algeria. 4. Mufti Khaleel bin Ibrahim Karbooti. 5. Sheikud Dalail – Mufti Sayed Muhammad Saeed. 6. Mufti Sheikh Mehboob bin Ahmad Omari. 7. Sheikhul Dalail – Mufti Sayed Abbas bin Sayed Jaleel. 8. Mufti Sheikh Omar bin Hamdaan Al- Maharasi. 9. Mufti Sayeed Hakeen Muhammad bin Muhammad Madani. 10. Mufti Shaaeiya 0 Alam Sayed Shareef Ahmad Barzanji. 11. Mufti Muhammad Aziz Maaliki – formerly of Tunisia. 12. Mufti Sheikh Muhammad Kiyari – Teacher at the Haram Shareef Madeena. 13. Mufti Sheikh Abdul QadeerTaufeew – Teacher of Masjid-e-Nabawi Shareef.
Posted on: Wed, 05 Nov 2014 15:21:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015