∗ Waseela Kya Hai ? ……★ Allah Se Dua Karne Me Kisi Nabi Ya - TopicsExpress



          

∗ Waseela Kya Hai ? ……★ Allah Se Dua Karne Me Kisi Nabi Ya Wali Ko Bataure Wasile Ka Zikr Karna Jaiz Hai. -: (Tirmizi, Jild-2, Safa-198) ★ Wasile se Dua Kabool Hoti Hai : Farman-e-Quraan-e-Kareem ★ Al-Quran » Allah Paak Ka Irshad-e-Aalishan Hai Jis Ka Mafoom Hai “Tumhara Madadgar Allah, Uska Rasool Aur Saleh Momineen Hain” -: (Sura-E-Maida: Ayat-55) Al-Quran » Beshaq Allah Bhi Madadgar Hai Aur Hazrat Jibraeel Alaihis Salam Bhi Madadgar Hain Aur Tamam Auliya Allah Bhi Madadgar Hain” -: (Sureh: Tehreem, Aayat-4) Allah Ki Taraf Waseela Sarkar (Sallallahu Ta’ala Alayhi Wasallam) Hain Aur Sarkar Ki Taraf Wasila Sachcha Peer Hai. ★ Farmaan-E-Gaus-E-Aazam (Radiyallahu Ta’ala Anhu) Jab Tum Khuda Se Koi Hajaat Talab Karo Toh Mere Wasile Se Talab Karo -: (Bahjatul Asrar Safa.57) ★ Nabi-E-Paak (Sallallahu Ta’ala Alayhi Wasallam) Ne Farmaya: Jab Azan Suno Toh Jawaab Do, Phir Mujh Par Durood Padho, Aur Mere Wasile Se Dua Maango. -: (Sahih Muslim Safa:203, Hadees:384
Posted on: Mon, 24 Jun 2013 04:01:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015