Ya shab e firaq ye bebasi hain - TopicsExpress



          

Ya shab e firaq ye bebasi hain kadm kadm pa udasin mera sath koi na da saka meri hasratein hain dhuwan mea trap trap k jia to kya maray khwab mujh sa bichar gaeme udas ghar ki sada sahi mujhy da koi tasalian ya fiza jo gard ghubar hai meri bekasi ka mazar hai mai phool hon jo na khil saka meri zindgi ma wafa kahan chali aisi dard ki andhian maray dil ki basti ujar gai ye jo raakh si hay bhuji bhuji hainisi meri nishanian
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 11:11:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015