az ki 24 v tarahvi ka khulasa allah ne sun li us aurt ki baat jo - TopicsExpress



          

az ki 24 v tarahvi ka khulasa allah ne sun li us aurt ki baat jo tumse takrar kar rahi thi jo apni bivi ko maa kehde aur fir ruju kare to use ek gulam azaad karna hoga ya 60roze rkhna hög ya 60 garibo ko khana khilana hoga to uska kaffara ada hoga kuchh yahudi apko assamo a. Karte the yani apko mot aye is par unko tankid ki gyi aur kuchh log h.mohmmad s. Se alag me baat karna pasand karte the jis se apko taklif aur sahba ko bhi pareshani hoti thi to allah ne kaha k jo koi alag me hujur se alag me karne se pehle ek sone ka gehun dena hoga fir ye dhara bahut jald hata ab alag me bina sona diye bager baat kar sakte hain yahudyon ne h. Mohmmad s. Ko diwar k pas betha kar mithi mithi bat karke ek admiko chhat par bheja take vo hujur s. Par pathr fank de is par allah ne apko infarmation de di vhi k jariye se ap aur ap k sati vahan se chale gye aur alti matam 10din me madina khali kar dena 10 din k notic par dhyan nahi diya to 6 din me us ilake ko fath kar liya ye kuran ham kisi pahad par bhi utaar dete to vo allah k khof se fata padta ye misale ham byan karte hain take vo apni halat par gor kare allah k behtrin naam hain jihad ke bare sureh saf me bataya aur kaha ye behtirn biznes hai momin to si4a plai hui diwar ki tar ladte hain yahudiyon ko kitab di lekin unhone kadr na ki goya gadho par kitabe ladi ho kuchh musalmaan jume ka khudba chhod kar tijart me ka saman dekhne chalegye the to apne tambih ki usine tumhari surat banai kitni behtrin dijain se insan ko banaya ab tum me se kafir aur koi momin hai 2 nabi ki kafir bivi bur 2 momin aurton ka zikr kiya ek nuh aleh salam ki aur ek lut a, ki bivi aur ek firon ki bivi momin thi aur maryam a. jinhone apni asmat ki hifaza ki momino apne apne apko bachao aur apne ghar walon ko 2 jakh ki ag se bachao usme bde khtran farishte mojud hain muoafiko ki chale aur shararat ke bare me bataya aur kaha k izzt to sirf allah aur rasool aur momino k liye shahid nagori
Posted on: Fri, 02 Aug 2013 20:26:50 +0000

Trending Topics




© 2015