hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae - TopicsExpress



          

hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai jo rakh chhora hai dil ko unke etne karib to unhe khabar hin nahi hai ki darde judae kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai usne jo kaha use sachchae man li unki har bat ko khuda ki khudae man li jhuka diya sir sazde me unke unki bandagi ko hin apni jindagi man li jo pujaten hain unhe bhagwan ki tarah to unhe khabar hin nahi hai ki insan kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai jo muskura deten hain unki har bat p seh leten hain hunskar unke sare sitam to unhe khabar hin nahi hai ki dard kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai jo mil jaten hain hum unko har mor p sath deten hain jindagi k har chhor p jo sajaye rahten hain humesa mehfilen unki to unhe khabar hin nahi hai ki tanhae kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai jo daure aaten hain unki ek awaz p jaan nikal jati hai unki ek aah p jo karten hain hum unse etni mohabbat to unhe khabar hin nahi hai ki rusawae kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai jo nahi rakhten hain khud ki khabar samne bhul jaten hain khud ko hum unke samne to unhe khabar hin nahi hai ki amit kya chiz hai hai apni waphawon p naz yaron nahi to hum bhi batate ki bewaphae kya chiz hai ............................ur amit........................ mohabbat me buri niyat se kuchh bhi socha nahi jata kaha jata hai bewapha magar samjha nahi jata........
Posted on: Fri, 02 Aug 2013 11:44:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015