ik malala k liye poray media ko hilanay waly waqt k munsifoo kahan - TopicsExpress



          

ik malala k liye poray media ko hilanay waly waqt k munsifoo kahan hain ?wo awam kahan h jo har hadsay py jalsy railiyan r dharnay lagati h ?kahan h s0cial media k pages jo har hadsay py gh0or krti h ?kia sbk women university queta ka hadsa kablay gh0or nai? kia ye hadsa chota h? Kia SBK ki har shaheed bachi ka khoon malala k khoon jitna qeemti nhi tha?? Har shaheed bachi ka khoon insaf mang raha hai..ku kham0sh h ab sab? ku khamosh hain social network ka har page? ku kham0sh h hakumat? "
Posted on: Fri, 21 Jun 2013 13:52:39 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015