is 67 we gantantra diwas ke mauke par mai pure deswasiyo aur - TopicsExpress



          

is 67 we gantantra diwas ke mauke par mai pure deswasiyo aur prawasi ttha aprawasi bhartiyo ko aapne Pearls group ke taraf se hardik badhai. but hamari young generation hamare bacche khud hamara samaj kya sachmuch ajad ho paya hai us mansikta se, us rudhiwadi soch se. hamare rashtra bhasha hindi ki upekha ki jati hai english ko badhawa diya ja rha hai. kya yahi rashtriyta hai. kya ham hindu, muslim, sikh, isai, bihari , up wale marathi, bodo, adiwasi, jharkhandi,udiya ke jagah ham bhartiya bhi to hai. ek majhab insaniyat ek rastriyta bhartiya. ye mera niji soch hai pls jisko bura lage wo ise mind na kre. but aap se apeal hai ki aap jaha hai apne star par desh ke liye samaj ke liye jaroor kuch samay de.
Posted on: Thu, 15 Aug 2013 01:25:40 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015