is baar dnar pata nahi kitno ko bimar karega .had kar diya in 4 - TopicsExpress



          

is baar dnar pata nahi kitno ko bimar karega .had kar diya in 4 logo ne pata nahi kitna logo ko aur bewkoof banayega .aur bihar ke leaders ko dekh lo ek baar unlogo ko ebiz main lekar aaya ,dusra baar sarso main ab koi dnar main is baar pakka bimar bana ke chodega jara soch ke dekho leaders .jo aap logo ko gumraah kar raha hai woh ebiz main bhi paisa kamaya ,sarso main bhi thora kama hi liya ab aap logo ko use kar raha .jago biharwalo jago .main yeh nahi kahta ki aap ebiz karo lakin itna jarur kahuga jo malhan sir ka nahi hua, sodhi ka nahi hua bihar ke logo ka nahi hua .woh aaj kahta hai aap mere bahi ho .jo maa baap ka nahi hua woh hamra aur aap ka kya hoga .is baar bihar ki janta jagegi aur ghar main ghus ke marega sab ko .
Posted on: Mon, 23 Sep 2013 03:33:41 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015