kabhi main bhi shanka mein thaa ki kaya hamare shashtron mein likha sub theek hai yaa kori kalpana...bus bade guruon ke pass gaya 5 saal kharab kiye...99.999% fraud jinhe kuch nahin pata kewal naam hai.yahan tak unko mantro ka ucharaan bhi nahin atta thaa tab mere ko miley brindavan mein mere guru..aur unki kirpa se aaj keh sakta huin sub sahi hai..Hazaron mahatamaon ke darshan kiye ...aap mane mujhe kewal 4 admi hi yogya miley jinko ishwar prapati thee. baki to buss ram ram ram.
Posted on: Wed, 11 Sep 2013 09:10:26 +0000