kuch log aesay hotay hen jinhay baat karne ki tameez nai hoti unki - TopicsExpress



          

kuch log aesay hotay hen jinhay baat karne ki tameez nai hoti unki zubaan bohut lambi or amal zero hota hy,:) wo apnay apko koi bohut bari cheez smjhtay hen un logon se bhalai ki umeed rakhna bilkul aesay he jese aap ye smjhen ke aap geedaron(jackals) ke narghay men aa kar ye sochen ke ab ye mujh per reham kar ke meri jan baksh dengay lehaza apko ke woo log jo hmesha aap per tont(tanz) karte rehtay jinhay khushi ki baat men bhi apka khoon jalana ata hon jahan sab log apki tareef magar woo chahay khud kitnay hi buray kion na hongay magar aap per tanz karne se baaz nai aengay aese logon se pehli baat to apko thora fasla rakhna chahie or agar woo apke andar ghus kar apsay apki koi aesi baat pocna chahen jo apka top secret ho to bewaqof bn janay ki bajae unke andaz ko pehchanay k woo ye baat poch kar kia karna chahta hy? uska meri baaton se kia matlab? kia?uski zindagi men uski apni koi masrofiat nahin? jab aap ye dekhen ke uska aap ki is baat se koi matlab nai to us say door rahen or Allah se daren or apnay zubaan ko hmesha wahan tak chalaen jahan tak hukm e khuda hy :) warna jo log aap per beja baaten karte hen agar aap unko ghoor se dekhen to na hi logon ka apna koi amal hota hy har shakhs un se tang hota hy,wo dosray ko taraqi karta dekh kar us per sirf baaten karte hen or jealous hotay hen uski waja woo har waqt aik ghusay ke alam men rehtay hen or apnay se baron ko bhi apnay aap se neechay or bewaqoof smjhtay hen or smjhtay hen :D ke saray jahan men hum jesa aqalmand koi nahi baaki sab chawal or men Awal :D yahi waja hoti hy Allah ka azab un per is tarah nazil hota hy ke unki growth ruk jaati hy or unka jism chota reh jata hy or usi ke sath unki dimaghi growth sirf itni hoti hy her koi us insan ke baray men yahi sooch rakhta he ye hmesha se logon ka mazaq hi urarta raha hy iski zubaan gaz jitni or iska qad 4foot hy.aesay logon ki apni shakal ya aqal jesi bhi ho wo dosron per baat karne se baaz nai aatay aese logon ka ilaaj koi bhi nai in se door rehna zaroori hy kionke jesa ke mene pehle lokha ye log khuda ke azaab ka shikaar ho chukay hotay hen or in per shayateen utarte hen.inhin logon ke baray Quran e Pak men Allah subhanwatallah farmate hen: men tumhen btata hon ke shytaan kis per utarte hen, her jhotay gunnah gaar per utartay hen(Al-Quran,Al-shura(220-221)Thnks for reading this column may Allah save us from his Azaab that we do not have nerves to bear his anger and Allmighty save us from the people who are Gumrah and those who hurt people by their rude language.Allah hamari islah kare or zarb e azb ko kamyab kare.Aameen
Posted on: Sat, 28 Jun 2014 21:02:38 +0000

Trending Topics



class="sttext" style="margin-left:0px; min-height:30px;"> Marbles & Sweets.A boy and a girl were playing together. The boy
Balık Burcu 15 Temmuz 2013 Pazartesi - Balık Burcu Günlük
Det undrer meg... Vi hadde det så trygt og godt med de

Recently Viewed Topics




© 2015