maine dekha hai logon ko kis tarah se materials ko sab mante hain - TopicsExpress



          

maine dekha hai logon ko kis tarah se materials ko sab mante hain , paisa , beauti , fame , name aur duniya ka sara glamour ukna dream hota hai , ye sab meri dictionary main bakwas hai , paisa ho achha hai , nahin hoga toh bhooke mar jayenge , mar jao , beemar honge mar jayenge , mar jao , kapde nahin hain koi baat nahin, last main sab chhod ke jana hai , fikar kaisee . inn sab ke bina jeewan ka utsav manao , jo iswar ne diya uska apne dil se shukriya aada karte hue aho bhav se nacho , jeevan aantrik aanand ke ras ka nitya hai , jab aatma main hote hain aur us stage ko pana aasan hai , jab sate pat khul jate hain aur tum use jaan kar jhoom jate ho .
Posted on: Wed, 19 Jun 2013 16:20:33 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015