sarma ki sard hawaon ke dosh pe sawar koi hota hoga narm lehjy - TopicsExpress



          

sarma ki sard hawaon ke dosh pe sawar koi hota hoga narm lehjy mein siskiyan leta pukar koi lagata hoga zarori to nahi dobna sirf suraj ke muqaddar mein hai teri yaad tere gham mein bi tairaak koi dobta hoga qais ke sahra aaj sar sabz dekhayi dete hain dharti e najd per barson zar o qatar koi rota hoga jeet kar haarna jab amr kare muhabbat ko fateh jaan booj kar bi haar koi jata hoga maana Deed ka shoq har kisi ki fitrat mein hai bin-dekhe mar mitney ko tayaar koi hota hoga yeh jinhen aaj log mujasmey kehte hain maria yun lagta hia k sadiyon intizar koi karta hoga
Posted on: Fri, 04 Apr 2014 06:51:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015