this is a friends status ... welll m researching on all these - TopicsExpress



          

this is a friends status ... welll m researching on all these refrences .... if anybody else has any comment on these Azadari (MATAM) ki Daleel QURAN aur BOOKS se. 1. ALLAH Pasand nahi karta Matam ko haan Magar Siwaye us k liye jo mazloom ho. Ref: Sura e Nisa, ayat # 148, Ab Imam Hussain a,s se zyada kon Mazloom ha aor Quraan khta ha mzloom ka Matam jaiz hy, Tafseer ibn e kaseer Vol 2, Page # 20 Sahee Bukhari Vol 2, Page # 820 2. Phir un ki zauja (SARA) dukh mein aage barhen Aur apne Munh per tamacha mara. Ref: Sura Al Dehriat Ayet # 29 3. Hazrat ADAM (AS) ne apni tann per itna matam kiya K Unki Hadi nazar aane lagi, Ref: book ahly sunaat Mairaaj un Nabuwa Chapter 1, Page # 248 4. Museebat mein apna Sir Peetna Hazrat Yousaf (AS) Ki Sunnat Hay, Ref: Tafseer e Kabeer Vol # 5, Page # 158. 5. RASOOL (SAWW) ne Seena Koobi Ki. Ref: Sahee Bukhari Vol 2, Page # 50. Surat ul Yousuf, ayat #31, Jab misar ki aourtou ny Yousuf a,s ko dekha to Muhabat ma aa kar apnay Hath kat lye, So Muhabat ma katna gunah nhi ha, Bibi ayesha khti ha k jab ap s,a,w,w ki wafaat hoe to unka sar meri goud ma tha pher ma ny Unka sar takya py rakha or aourto k hmrah Matam karti hoe khari ho gai, aor ma ny Apna munh peet lya, Book ahlay sunaat, Masnad ahmad bin hambal, taba E misar, jld # 6 page # 274 So jnab Matam aor zanjeer zani jaiz ha islaam ma, ab koi b Matam k khilaff bkwas na karay,
Posted on: Tue, 03 Dec 2013 21:45:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015