today I had a dream and I think I must write about that dream. ye - TopicsExpress



          

today I had a dream and I think I must write about that dream. ye sapna mene subha dekha karib 7 ya 8 bahe bcz aaj me sokar 9 am utha tha sapna bada hi bichhitr tha but I know ki us me kuch gud or bhed bari bate chupi hogi as I know that was not a good dream but its tell about my ministry is working, sapna ,,, mene dekah ki me ghar ke get ke samne khada hu just get par hi jaha ham ne ek chota sa gadan tip bana rakha h jis me ham ne ek bel laga rakhi h us ghadan ke aandar jor se aabaj aa rahi h jese ki vaha kuch h fir mene us taraf dekha to mujhe us box se gadan me ek sap jesa kuch laga jo ki aada us gadan me tha or aadha vo nalee ki taraf jaa raha tha, mene sam ko bola sam jaldi se lathi lekar aana par use thoda dur jana pada to use der ho gai mene ek bada se pathar liya or us pathar ko us box tip gardan ke upar rakh diya jis se bo sap us me dab gaya or bhag nahi paya or me sam se kahne laga ja lathi la ki ham ise mardal par use jab der hone lagi to mene ek or chhota sa pathar liya or us sap ke pith ki hadi ko mar ke kuchal diya jese ki us ki bech me se vo kuchal gaya ho main discover chenal bahut dekhta to mene jab us sap par pathar se mara to us sap ka mas dikne laga mene kaha ab me is ka mas khaunga jese bel khate h discover me, itne me hi mere kano me ek jor se sap ki fookar sunai thi or jab mene aapne kan ki tarf mujh kar ke dekh to vo ek bahut bada sap tha jo manu mere kan me fook mar raha ho, or main jor se dar gaya tabhi meri aakhe khul gai,......... interpretation of dream.. pap duaar par chupa rahta h yah vo sap ek dam hamre get ke pas hi chhupa tha ek chhote se box tip gardan me, bible me yardan gadan me sap aaya yah us gadan me sap aaya jo hamare ghar ke get ke ek dam pas or ek dam sata huaa h, gadan ka matlab hota h khushhali, or ghadan me sap ka aana matalb aap ki khushhi me setan ka aana jese yardan gadan me jo aadam hawa ke liye ek khushhi ka sthan tha waha sap aaya setan aaya, fir mene dekha ki jo sap vaha par gadan me halchal macha raha h mujhe khuch aabaj aaye or jab mene gadan me dekha to vaha sap tha, mean, aap ki khushhi me jab halchal machjaye is ka matalb setan waha aa chuka h, jese mene use dekh liye to vo us nalim ne jane ki koshish karne laga jo ek dam hamare gadan ke nich h, sap ka nali me jana, mean ek to nali aachhi hoti h bhajan sahita 1 ke anusar kiya hi dany h vo purush jo...... fir aage likha h vo us barakhsh ke saman h jo bahti nali ke kinare lagaya kaya h, yaha ye nali achhi h yani positivity ko dikhati h par jo nali hamre ghar ke bas h vo vo nali h jis me sab ke ghar ki ghandagi bahkar jati h, jani negativity vo dikhati h gandagi ke karad, yani, setain jis burai me se aaya tha vaha fir jakar chhupna or bachna chahta tha par mene use jane naa diya or us ke upar ek bada sa pathar rakh diya, bible ke according ye pathar prabhu yesu mashi hi h vo kone kah pathar, pir bo sap us pathar se dab gaya or us pathar ke kard vo vaha se bhag na saka fir mene samson jo ki mera bhai h use bulaya ki vo lathi lekar aaye par vo aane me thoda der karne laga. bible ke according tere sote or teri lathi se mujhe santi milti h bhajan sahita 23 yaha par tere soothe or teri ladhi se mujhe shanti meelti h ka matlab h ki parmeshwar ki lathi yani parmeshwar ka bachan jo ki hamare virodiyo ke liye hai na ki hamare liye, or samsan se mene kaha lathi lekar aana par use der ho rahi h, Samson aabhi bible college me h or isi sal main khud use benglor chhod kar aaya hu or vo three year tak wahi rahega, yahi us ke bhachan se bharpur hokar aane me abhi kafi time h, or jab Samson der kar raha tha tabhi mene us sap ko ek or chhote se pathar se lekar yesa mara ki us ki bich ka hisa ek dam chakna chur ho gaya, or us ke ek bahut bada jakhm bhi ho gaya jis se us ke aandar ka mas dikhne laga jo ki mano machhli ke jesa hota h or fir mene us mas ko dekhkar kaha ab me ise khaunga, or tabhi mere kano me ek fook si mujhe mahsush hui or jab main dar gay to mene dekha ki vo vahi sap tha jis ko mene mara h, par pata nahi vo sap kaha se mere kan ke pas aa gaya h, or tabhi meri aakh khul jati h or main sapne se bahar aa jata hu, mene pathar se us sap ko daba rakha h or pathar se hi mene us sap ko mara bhi h jis se us ke ek bahut bada ghav bhi ho gaya h, is gave lage huye sap ke bare me brakashit wakye me bhi bahut kuch likah h, jesa ki ham jante h vo sari bate shatan ke liye likhi gai h, ye pathar jis se mene use mara h vo khud prabhu yesu mashi hi h, par mera ye kahna ki main us ke mas ko khaung aye aapne hi aap me ek aajib bat h setain ko yadi ham sap ke rup me dekh rahe h to par mar ke khane ka matlab hota h nammo nishan mita dena, desa goliyat ne kaha tha ki main tera mas aakash ke pakshio ko khilaung yaha par vo daud ko ek dam se khatm karne ki bat kah raha tha is liye mene jesa sapne me kaha ki ab me is ka mas kahung yani is sap ka namo nishan mita dunga, par tabhi mujhe ye mahsush hota h ki vo sap to jise main hamesh ke liye mitane ki bat kar raha hu vo sap sirf parbhu hi janta h ki us ka aant kab hoga, or vo sharp vo purana sap mujhe aapni mojudgi ka aahsash karta h, sapna aapne aap me ek aalag hi bajud rakta h is sapne me meri hani nahi hui par haa mene us sap ki hani jarur ki h or us sap ka mere kan me foosfusan mere dar ka kard bana, bas ye mere liye duaa ka bishaye h, kal mere ghar me pray meeting thi or mujhe bahut aachha laga ki mere hi Room me pray hui jana me khud sota hu, mujhe kai yesa laga ki jese main khud us kamre me khuch mehsus karta hu mean yese to kuch nahi h par ha mujhe aakele me us kamre me need nahi aati rat ko ek dam se aakh khul jati hope aap logo ne marthin luthare ke bare me pada hoga ki kis tarah se setain ka vo samna aapne hi room me karta h or main jesa ki duaa prathan karta rahta hu to mujhe malum h ki setain hamesha aapni najre mujh par ghaday rakhta h, abhi is sapne se main yahi kahunga ki pabhu mujhe bahut brabab shali rup se stmal kar raha h isliye mene us sap ko mara par aasli mal yudh to aabhi baki h jo sab se aakhri me hi hog………praise God for his mercy and love which is in Christ Jesus…….
Posted on: Mon, 26 Aug 2013 09:58:27 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015