06.99 Aur woh aisa hai jisne aasman se pani barsaya phir humne - TopicsExpress



          

06.99 Aur woh aisa hai jisne aasman se pani barsaya phir humne uske zariye se har qisam ke nabaat ko nikala phir humne us se sabz shaakh nikali ke us se hum uppar tale daane chadhe huye nikalte hain aur khujoor ke darakhton se yani unke guphe mein se khoshe hain jo neeche ko latke jate hain aur angooron ke baagh aur zaitoon aur anaar ke baaz ek doosre se milte julte hote hain aur kuch ek doosre se milte julte nahi hote. Har ek ke phal ko dekho jab woh phalta hai aur iske pakne ko dekho is mein dalaeel hain un logon ke liye jo iman rakhte hain. English Translation 99. It is He Who sends down water (rain) from the sky, and with it We bring forth vegetation of all kinds, and out of it We bring forth green stalks, from which We bring forth thick clustered grain. And out of the date-palm and its spathe come forth clusters of dates hanging low and near, and gardens of grapes, olives and pomegranates, each similar (in kind) yet different (in variety and taste). Look at their fruits when they begin to bear, and the ripeness thereof. Verily! In these things there are signs for people who believe. Surah Al An‘am
Posted on: Fri, 13 Sep 2013 11:31:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015