Aasalamualaikum B I L A L H A B I B SACH - KI - RAH > - TopicsExpress



          

Aasalamualaikum B I L A L H A B I B SACH - KI - RAH > > Mafhum-e-Hadith: Ek Jumaa Se Guzre Jumaa Tak Ke Gunaah Maaf. Salman Farsi Radiallahuanhu Se Rivayat Hai Ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Jisne Jumaa Ke Din Ghusal Kiya Aur Khub Paki Hasil Ki Aur Tel (Oil) Ya Khushbu Istemal Ki Phir Jumaa Ke Liye Chala Aur Do Aadmiyon Ke Beech Mein Na Ghusa Aur Jitni Uski Kismat Mein Namaz Thi Wo Ada Ki Phir Jab Imam Bahar Aaya Aur Khutba Shuru Kiya To Khamosh Ho Gaya, Uske Is Jumaa Se Guzre (Past) Jumaa Tak Ke Tamam Gunaah Baksh Diye Jayenge. Sahih Bukhari, Vol 2, 910 Narrated Salman Al-Farsi Radiallahuanhu : ALLAHs Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, Anyone who takes a bath on Friday and cleans himself as much as he can and puts oil (on his hair) or scents himself; and then proceeds for the prayer and does not force his way between two persons , and prays as much as is written for him and remains quiet when the Imam delivers the Khutba, all his sins in between the present and the last friday will be forgiven. Sahih Bukhari, Book 13, Hadith 33
Posted on: Fri, 24 Oct 2014 05:14:21 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015