Another anniversary of the poet Parveen Shakirs tragic death. My - TopicsExpress



          

Another anniversary of the poet Parveen Shakirs tragic death. My translation of a poem: yay haseen shaam apni yay haseen shaam apni abhi jiss meiN ghul rahi hai teray parahan kee khushboo abhi jiss meiN khil rahay heiN meray khawab kay shagoofay zera dair ka hai manzar zera dair meiN ufq par khilay ga koi sitaara teri simt daik kar woh karay ga koi ishara teray dil ko aayay ga phir kissi yaad ka bullawa koi qissa-ay judaaee, koi kaar-ay naamukamal koi khawab-ay naa shagufta, koi baat kehnay wali humeiN chaahiyay tha milna kissi ahad-ay mehrbaaN meiN kissi khawab kay yaqeeN meiN kissi aur aasmaaN par kissi aur sarzameeN meiN humeiN chahiyay tha milna… Here is the odd translation rendered by this blogger. This melting evening of ours Where everything dissolves the scent of your clothes the blossoming sprouts of my dreams All dissolves A deferred vision, this is In a little while, a star will emerge on the horizon To gaze at you Meaningfully…! Your heart shall then reminisce the echo of a memory The tale of a separation, Of an unfinished moment Of unblossomed dreams, things unsaid We ought to have met In times, considerate In pursuit of attainable dreams On a different sky On a different earth We ought to have met - See more at: razarumi/a-poem-of-love-and-longing-by-parveen-shakir/#sthash.M8KYMGBk.dpuf
Posted on: Fri, 26 Dec 2014 16:02:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015