Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usse - TopicsExpress



          

Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usse dhoondo Behti hawa sa tha woh Udti patang sa tha woh Kahan gaya usse dhoondo Hum ko to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta sambhalta masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikar sataati Woh bus aaj ka jashn manata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Choo ke humare dil ko Kahan gaya usse dhoondo top10bollywood Sulagti dhoop mein chaaon ke jaisa Raigistaan mein gaaon ke jaisa Mann ke ghav pe marham jaisa tha woh Hum sehme se rehte kooein mein Woh nadiya mein gotey lagata Ulti dhara cheer ke tairta tha woh Baadal awara tha woh Yaar humara tha woh Kahan gaya usse dhoondo Hum ko to raahein thi chalati Woh khud apni raah banata Girta sambhalta masti mein chalta tha woh Hum ko kal ki fikar sataati Woh bus aaj ka jashn manaata Har lamhe ko khul ke jeeta tha woh Kahan se aaya tha woh Choo ke humare dil ko Kahan gaya usse dhoondo
Posted on: Tue, 29 Oct 2013 04:33:26 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015